06-11-2009, 11:37 PM
Hamari to Zindagi Main andheray hi andheray Hain Faraz
Woh aur log Hain jinhon Ne U.P.S lagwa rakhay Hain...!
Raat Bari Mushkil Se Sulaya Hai Khud Ko Main Ne Faraz...
Warna Light Kay Bagair Kon PAGAL Sota Hai...?

07-11-2009, 05:39 PM
jab se hua hai aap se yeh ishq e namurad
hum tou nahin rahay hain kisi kaam kaaj ke
suntay thay lagti nahin hai bhook piyaar mein
magar hum tou ho ga'ay hain dushman anaaj ke

07-11-2009, 07:39 PM
(07-11-2009 05:39 PM)kaalikurti Wrote: [ -> ]jab se hua hai aap se yeh ishq e namurad
hum tou nahin rahay hain kisi kaam kaaj ke
suntay thay lagti nahin hai bhook piyaar mein
magar hum tou ho ga'ay hain dushman anaaj ke
oooo wah ji wah
ALLAH kery je kha kha ke paat jaoo
08-11-2009, 08:30 PM
theek hai jab kha kha paatnay wali hoon gi tou aap ko pakar loon gi
Akhbaar ki khabar hogi
saim sahab ek khud kush hamlay mein shaheed ho ga'ay